dard sms
Are koi pila de muze jeher ke do jam, Taki mit jaye ye mere gum tamam, Mai to har roz khuda se sawal karta hu.. In marnewalon me kab aayega mera nam!(By samir rawool)
Mai peeta hu gum bhulane ke liye, Mai peeta hu duniya bhulane ke liye, Ye sharab nahi hai mere yaron.. Ye to dawa hai dawa; jindagi jine ke liye! (By samir rawool)
Kismet ne rula diya, gharwalone thukra diya. Sukh chain sabne chura liya. Apno ne paraya kara diya, Rone jo baithe hum…. To Aansuone bhi daga diya…(By samir rawool)
Gamo ke talab me dub raha hu, sukh ka kinara dhund raha hu, par kaise milega kinara. ..?? mai khud apni aakhe band rakh raha hu.! (By Samir Rawool)
Jab ro rahe the hum, to aansu pochne koi nahi aaya, Jab gir gae the hum, hath dene koi nahi aaya, Ab jaise meri jeb me paisa aaya, Dekho sabse rishte ka hath kaise aage aaya (By samir rawool)
mere dard ki koi dava nahi, mere sawalonka koi jawab nahi, Yaro.. Mohabbat jara sambhalke karna yaron. Kyonki is duniya me bewafa ladkiyon ki kami nahi (By SAMIR RAWOOL)
Humne pyar karne me koi kasar nahi chhodi, Aapne dhokha dene me koi kasar nahi chhodi, Humne ro rokar aankh me ek bund nahi chhodi, Aapne to humpar hanskar makkari had todi! (By Samir Rawool)
Maut aaye to achchha hai, Par maut aati nahi; Jeher pikar mar jau to achchha hai, Par jeher kahi milta nahi; Ro rokar mar jau to achchha hai, Par utne aansu ab aate nahi; Use bhula du to bahut achchha hai, Par aisa bhi kuch hota nahi! (By Samir Rawool)
Duniya badi jailm hai, Ye do dilon ke bich diwar hai, Kaise milenge do dill…?? Jub duniya me itni jalan hai!! (By Samir Rawool)
eri gali me aana.. Ab roj ki bat hai; Waha aawara banke firna.. Ab roj ki bat hai; Teri khidki or nazar lagana… Ab roj ki bat hai; Tera khidki me n aana… Ab roj ki bat hai; Fir mera nirash hokar lautna… Ab roj ki bat hai! (By Samir Rawool)






